falsafa-e-khudi

Falsafa kuch ess terhan se bayaan karna chahta hun Ke ‘khudi’ ki qaid mein ‘khud’ ko aazad karna chahta hun Kuch gumaan karna chahta hun Kuch imaan se larna chahta hun Mein tau bas apni ‘Khud’ ko ‘Khudi’ se juda karna chahta hu Chand alfaz sunna chahta hun Khayalaat se murrna chahta hun Ehsasaat ko…